Details

Adlia ki Aazadi ...Haqiqat ya Khab

Website
Visit Website
Description
Adlia ki azaadi, haqeeqat ya khaab is another excellent research work by Muhammad Aslam Lodhi. Aslam Lodhi has once again done the great job and collected many articles, columns, interviews, decisions, surveys, polls and historic information on all aspects of President Mushrraf vs. Chief Justice of Pakistan case. This book will be a great help to the students and learners of Pakistan History and Political Science.
Following chapters are in this book: aam admi ka judge (iftikhar chaudhary), moattali ke moharrikat, sadarti reference, president interview, Naeem Bukhari ka ikhtilaf, supreme judicial council ki hesiat, dafa 209, chief justice ki pahli peshi, chief justice ki derkhast ke aham nikaat, chief justice ka bayan-e-halfi, jajoN ke astifay, chief justice ke wukala, supreme full court ke arkan, sabiqa chief justice sahiban, adlia ke sirbrahan ki tazleel, supreme court ka zabita akhlaq, PEMRA ordinance amendment or uska radd-e-amal, wanni case ka notice, adlia ke sath kis dor mein kya huva? sajjad ali shah se iftikhar ch. tak, chief justice ka khatab, Munir A. Malik interview, Justice Rasheed Rizvi ka interview, Zia Ahmed Awan ka interview, mujeeb-ur-rehman shami, adalti bohran per aik seminar, 12 may saneha karachi, government or MQM ki wazahatain, Altaf Hussain ka khula khat, muhajir hona gunah hay? Na maloom afrad kahan se aye thay? 12 May ki FIR, Pakhton qom parastoN ki azmaiesh, moin ud haider ka tabsara, chief justice sindh ka az khud notice.
Rating
  • 0/5
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
0/5 based on 0 votes.
Ownership webmaster
Views 5886 views, 0 incoming clicks. Averaging 1 view and 0 incoming clicks per day.
Related Listings
Similar Listings
LamhoN ka Safar
Dunia ki 9th Atmi Taqat Iran
Almi Shohrat Yafta Pakistani Gulukar or Gulukarain
Aawargi
Zero Blaster
Submission Date 10:06:2007

Comments on Adlia ki Aazadi ...Haqiqat ya Khab

khurram
Avatar khurram
Posted 07:17:2009 - 05:10:22:

salam
fazal musunaf sahab nay guzarish hay k wo asal haqaiq ki research karay or phir usko agaay peech karay.
shayad unko ya award kise ki chumcha geeri p milay gaay
bad research and far away from reality
Khurram
united Kingdom
ناصر حسین
Avatar ناصر حسین
Posted 01:13:2009 - 22:53:11:

اسلام علیکم
janab har kitab k neechy likha hai k ye kitab in formats main mojood hai A. image, B. PDF, laikin PDF ka link kahin b nahi!
Muhammad Ubaid
Avatar Muhammad Ubaid
Posted 12:25:2007 - 08:16:50:

I thing it is very valueable book.Telling the true stories behind the seen
saeed niazi
Avatar saeed niazi
Posted 11:12:2007 - 23:33:45:

salam
sab se pahle maen sukria ada karta hun kitaabghar ka .ke os neh zeh bohat ajaha aur sawab wala kam kia ke loggh mufth internet per kitaaban aur dosra elmi mowad hasil karsakan.
abh menh bat kata hun asilm saab ki kitaab keh bareh main ke zah akh serf zed ki bina per likhe lagti ha. nah ke is writter ki kalum se kunkeh woh serf burai ke neshan dahi kata ha na ke zad maen aah karh ake ko asman per leh jata ha aur dusreh ko zameen se be nejah.aslam saab ko serf ko ake adme phone kata ha keh overseas countries maen asah hota za asah nahen hota to who kitaab lekneh bath jate hanh.naeem bukari saab ke pejah , sader saab ko sirf sader zah batmezeehi se lekhna zah musanaf ka kam to nahi. naeem saab neah justus saab ko to perh be justus saab kahe ke pat ki.justus ko barkasth kea ja sakta ha aur islam is ki ijazat be deta ha sadar ko bi barkasth kia ja sakta ha . in ki kitaab path neh ke badh jo suro mean in ka TARAF ha abh in ka TARAF serf rufe(BEH MANI) lagta ha. justus saab ne hazaronh mean se seankdoun fasleh ajhae kiae hunh gahe. sadder saab neah in saat sakunh mean kujh to ajha kiah ho gah magar aaph ki zah kitaab pade kar mahsous hota ha ki aaph ajhae MUSANAF nahi ho. esi liah main aaph ki dusi kitaabanh padunh gaah our pher sahe peta sakunh gah ke agare humare MUSANF is tara ke hain to HUKMARANOh ki kea gali ha.
sukrea titaab ggar
saeed niazi
hong kong
sakhawat
Avatar sakhawat
Posted 10:07:2007 - 03:25:57:

Salam main nay agar chay kitaab nahin parhi lakin main aik baat kahna chahoon ga kay low level internet connection jo modem use kartay hain jin ka net baar baar dc hota rahta hay or speed bhi achi nahin rahti..pahaly aap download ki facility daitay thay to wo kisi na kisi tarah downlaod kar kay parh laitay thay ab kaisay parhain kion kay ab online ka kaam ziada shoro ho gaya hay agar low connection ya pharna shoor karay to usay bohot saray din or time isi lia lag jaayin is lia meri aap say guzarish hay kay aap downlaod khatam na karain balkay ziada ziada wo facility dain kion kay aap kay 80 percent readers ka taluuq low connection say hay ....
sakhawat_pk@yahoo.com

Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.

Please login or register.