Details

Ishq Ka Sheen (Part-II)

Website
Visit Website
Description
Ishq Ka Sheen is another block buster novel by Amjad Javed and perhaps the most awaited novel of urdu language by social romantic reformal novels readers. Like Ishq ka Ain, this story is also written with the concept of journey of a person from Ishq-e-Majazi to Ishq-e-Haqiqi. The hero of last story of Ishq Ka Ain belonged to a muslim family with great love of ahl-e-bait. But hero of this story (Ishq Ka Sheen) is a non-muslim, Thakur Avtar Singh, who fall in love with a muslim girl on hearing her voice when she was reciting qur'ran. The ishq ka sheen is a very long story of love, passion, enthusiasm, determination and a journey from idol worship to finding the true path leading to Almighty Allah. We are sure, like Ishq Ka Ain, This story will also keep our readers entertained for many months to come.
Rating
  • 100/5
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
5/5 based on 4 votes.
Ownership webmaster
Tags ,
Views 30288 views, 0 incoming clicks. Averaging 6 views and 0 incoming clicks per day.
Similar Listings
Ishq Ka Sheen (Part-I)
Ishq Ka Sheen-2
Ain Sheen Qaaf
Devta Part 1 by Mohiuddin Nawab
Shehre Tamanna (1st Part)
Submission Date 08:02:2009 (Edited )

Comments on Ishq Ka Sheen (Part-II)

shagufta naaz
New
Avatar

Usergroup: member
Joined: Sep 16, 2019

Total Listings: 0
Total Comments: 1
Posted 09:16:2019 - 13:05:54:

Assalam o Alaikum,
maine aleem ul haq haqqi sir ke likhe hue 6 parts parhe hain, or muattabar idare se request hai k aleem sir ki likhi hui tehreer ko mukamal karne ke liye kisi or muattabar writer ka intkhab kar ke is novel ko mukamal karwa lein, ye request is liye ke jo plot le kar sir Aleem chal rahe thay usay paya e takmeel tak pohanchaya jaye. main or mujh jaise be shumar log bohat intzar mein hain agar ap is par kuch action lein to jo tishnagi baki reh gai hai wo khatam ho sake gi
Jazak Allah
ALisha ji
Avatar ALisha ji
..
Posted 12:14:2012 - 01:50:34:

Assalam o ALikum
boht he khobsourat tehrir...
mgr thori c tishnagi behrhal moujod hai...
saima zaidi
Avatar saima zaidi
Posted 12:12:2012 - 11:25:11:

Bohat zabardast novel hai......part 1 outclass tha.....lag raha tha ke yeh urdu ka best nivel hai....but prt 2 main kuch kami hai.....ek sawal hai ke donon writers ka same kaise aho sakta hai , same names, same story.
naila
Avatar naila
Posted 11:16:2012 - 17:39:52:

mein aik arsy se ishq k sheen ka dosra hisa dondh rahi rahi , jb meiny net py is ko search kia tu mujhy yeh daikh k mayosi hwi k is ko kisi aur writer ny likha hai. khair kahani ko agy parhny ki justajoo ny mujhy pichy nahi hatny dia. jaisy jaisy mein isko parhti gai ek ek baat mujhy apna garwida kerti chali gai .bilashuba writer ny apna haq nibah dia hai aur ishaq k sheen ko bary khubsurat andaz mein paya takmeel tak puhnchiya hai . mari terf se app sb logo ko bohat bohat mubarak ho
Raja haroon
Avatar Raja haroon
Posted 11:01:2012 - 15:51:22:

Javed sb ka par k maza nae aya. i hope mr aleem will complete it bcoz he is outstanding
nasir
Avatar nasir
Posted 10:13:2012 - 18:08:30:

plz koi mujhe bata sakta hai ke is novel ka third part sir Aleem ul Haq Haqqi ne likha hai ya nahee???smiling face
umar usman
Avatar umar usman
Posted 08:28:2012 - 13:38:58:

novel bht zbardast he hmari new genration k liye bht kuch he is me. writer sb stories ko sath le ke chlen hen but end me aa k kuch jaldi dikha di.
Rahat Tabassum
Avatar Rahat Tabassum
Posted 03:27:2012 - 16:32:16:

ye waqai ek bht zbrdst novel hy but jo Aleem-ul-Haq haqi ne likha wo to qabil-e- tareef hy k ensan prhty hwy us me kho jata hy but baqi jo 2sry writer ne likha esa lg rha tha k hm materialism me pher rhy hy alfaz me wo rbt ni tha or Aleemukhaq kafi zyada stories ko sath le k chal tha but es writer ne lgta hy k formality poori ki mza ni aya. es mw na Aleemulha jesa alfaz thy na lehja wesa tha or na hi wording kher jo b hy good effort
Muhammad Waqas
Avatar Muhammad Waqas
Posted 02:26:2012 - 10:27:44:

Part 1 tu bohat hi kamaal ka tha, but part 2 men thori bohat kami thi....!like noval ka ak markzi kirdar ''Noor Bano'' ki kis tarh 3 month bad deth hoi....! Noor bano k bad abdul-haq ne kese khud kosambhala etc...!in ka koi ziker hi nahi tha. baki over all sab thek tha,
saba
Avatar saba
#10 - Quote - Permalink
ishq ka sheen
Posted 10:04:2011 - 13:50:34:

its really very nice to read this wondful novel by haqqi sb now we r waiting for its part 3 pls tell the readers when 3rd part will b availble in kitaab ghar

Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.

Please login or register.