Details

Sayah Dhund

Website
Visit Website
Description
Sayah Dhund (Black Fog) by Sahir Jamil Syed is a fiction story, based on battle between Black Magic, Evil Powers from Darkside and the good souls and man. The story tells the age old desire of man to be immortal and most powerful by using Black Magic, Evils Powers and by submission to Devil. The story also tells that the struggle of good and evil is as old as the man itself and it will never end till the doomsday. The novel is about a hindu pandit (guru) who wanted to be immortal and the most powerful and determinant to gain this by any means. The novel is also about a muslim, who was the biggest hurdle in the path of Evil Pandit. Who won this battle? The Evil Guru or the Muslim innocent man? Read this novel to find out. We hope, our readers interested in Horror Thriller Stories, Kala Jadu and Sifli Amal stories will like this novel
Rating
  • 100/5
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
5/5 based on 2 votes.
Ownership webmaster
Tags , ,
Views 27006 views, 0 incoming clicks. Averaging 5 views and 0 incoming clicks per day.
Similar Listings
Sayah Hashiya
Submission Date 08:18:2009 (Edited )

Comments on Sayah Dhund

GhazalN
Junior Member
Avatar

Usergroup: member
Joined: Nov 26, 2014
Location: Lahore

Total Listings: 0
Total Comments: 12
Avatar GhazalN
Posted 02:06:2015 - 09:43:23:

Assalam.o.alaikum....
Sayah Dhund bht acha novel hai...tawaalat k bawjood bore nahi honay dia...kafi maloomaat then...or kyee jaga ye maloomat khushk honay ki waja se bore kernay lagi then...mgr overall novel bht acha hai...bus mjy thora sa ikhtlaaf is chez per hai...k end main jab ghar walay Asif se milnay jatay hain to usay thek se mil lena chahye tha khas tor per jab us ki walida us se milnay ayen to un se milnay ki bajaey khud per chadder daal k un ki nazron se oujhal ho gya..ye acha nahi laga...parents ka huq to her soorat rehta hai or un ki khidmat her che se berh ker hai...wesya wo insaniyat ki khidmat ker raha hai mgr apnay parents ka dil dukha raha hai...kabhi kabhi mil lena chahye tha....mjy aisa laga zarori nahi sab is se mutafiq hon...
apna khayal rakhiye ga..duaon main yad rakhain
Allah Hafiz
Rizwan87ali
New
Avatar

Usergroup: member
Joined: Jun 07, 2014
Location: hyderabad

Total Listings: 0
Total Comments: 1
Posted 06:07:2014 - 11:52:52:

Bohot Bohot Zabardast Kitab hai...OR mjhey lagta hai k Sahir Jamil sahab ko plamistry jaisey subects ki malomat hai....
Eycen Khan
New
Avatar

Usergroup: member
Joined: Oct 08, 2013

Total Listings: 0
Total Comments: 1
Posted 10:08:2013 - 09:06:49:

Mujy to ye samj ni i k ye sab farzi kahani ha ya k asal kia ab b asif or hari annand wahan mojood hain .? If someone know plz tell me...,
Talal malik
Avatar Talal malik
Posted 04:23:2013 - 19:10:32:

Bohat he zabardast novel hay ALLAH,pak,humsab ko hamare nafs ki makarion se bachay AMEEN or if,some body have more information about mr asif or any body met,him plz,let,me know i,live in USA i leave my number 0114436332863
aamir
Avatar aamir
Posted 03:23:2013 - 21:39:34:

asslamo alykom sahir sahab mujhay aap ka navil siadhund chahiay via VP send kar dain rabtay k liay pleas cal
03339166205
fariya ali
New
Avatar

Usergroup: member
Joined: Sep 12, 2012
Location: K S A

Total Listings: 0
Total Comments: 1
Posted 09:19:2012 - 20:07:50:

bohaaat achha lga novel parr kr bohat sabaq amoz b hey & dilchasp b .baqi jis ko jo ftrat hogi wo is mein sey whi hasel kr k baat krey ga. thxxxxxxxxxx a lot to writer & kitaab gharnodnodnodnod
ghulam ahmad
Avatar ghulam ahmad
Posted 08:29:2012 - 21:43:48:

dated 29-08-2012
Sahir Jamil sahab, acha likha app ne lakin abhi behtari ki gunjayish hai.kahani ke kuch makamat par jhol mujood hain.maslan abid ka achanak ghayab ho jana aur phir achanak hi phir kahani main entry ,, ye zara sa samajh main na aane wali.behahaal vary vary good.khurram bhai, allah ke khass bande allah ki taraf se insano par aayed karda pabandiyon se azad hote hain aur agar wo belibaas bhi hon to us main bhi allah pak ki koi na koi maslihat zaroor hoti hai.umeed hai ke app meri baat samajh gaye honge.
waheed77
New
Avatar

Usergroup: member
Joined: Aug 13, 2012

Total Listings: 0
Total Comments: 2
good
Posted 08:13:2012 - 23:35:40:

very intresting and good novel koch baten esy be haen jo kabi nahi soni kisi bi jaga se lakin acha hae
Guest
Avatar Guest
2 of 2 people found this comment helpful
Posted 07:26:2011 - 02:39:12:

daikhain baat sirf yeh hay keh aap kitab main say kia acha or kia bura nikal rahay hain agar acha nikal rahay hain to aap ki good luck kion keh yeh acha hi aagay ja kar aap kay kam aaay ga or agar bura nikal rahay hain to main aap logon kay liay duaa kar sakta hoon baqi Allah janay
Guest
Avatar Guest
#10 - Quote - Permalink
Posted 07:26:2011 - 02:29:19:

smiling facenodAllah taala mairay haal par reham farmaiy or naik rastay par chalnay ki taofeeq ata farmay likhri qabil e tehseen o staish hay Allah is ka bhala karay agar jeeta hay to aik bar milnay ki khawahish hay agar Allah ko piara ho gia hay to Allah is kay darjay buland karay aaameeen

Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.

Please login or register.