Details

Taraqqi pasandi, jadidiat, ma-bad jadidiat

Website
Visit Website
Description
Taraqqi pasandi, jadeediat, ma-bad jadeediat by Dr. Gopi Chand Narang, is a collection of high class critical essays. Dr. Gopi Chand Narang is an outstanding personality of India. He has many books, awards, medals, honours and posts on his credit. Following essays / articles are included in this book:

Adbi tanqeed or usloobiyat, uslubiat-e-anis, uslubiat-e-iqbal, Faiz ka jamalyati ahsas, Faiz ko kaise na paRhain, jamil-ud-ali or AThwaiN sur ki justuju, Bani, nai ghazal ka jawan merg shayer, shaheryar nai shayeri or ism-e-azam, muhammad alvi ki shayeri or ahsas ka dosra pan, iftikhar arif wohi payas hay, afsana nigar, prem chand, bedi ke fan ki istarati or asatiri jaRain, bedi ki kahani aik baap bikau hay, saadat hasan manTo ka matan, mamta or khali sansan train, balwant singh ka fan, intizar hussain ka fan, mutaharrik zahan ka sayyal safer, naya afsana, alamat, tamseel or kahani ka joher, gulzar ki kahanioN mein zindagi ki kitab, jadidiat urdu ke tanazur mein.


Rating
  • 90/5
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
4.5/5 based on 8 votes.
Ownership webmaster
Views 5941 views, 0 incoming clicks. Averaging 1 view and 0 incoming clicks per day.
Related Listings
Similar Listings
Hikayaat
Naddi
Margzaar
Teesra Hath
Naqsh-e-Jilani
Submission Date 02:07:2006

Comments on Taraqqi pasandi, jadidiat, ma-bad jadidiat

Guest
Avatar Guest
Posted 07:19:2006 - 18:48:29:

narang sajib ki kitab aaj kay duor ki zaroorat hian.anhonay nei nei batayn kubsurat andaz main likh hain
kalim Haziq
Avatar kalim Haziq
1 of 1 people found this comment helpful
Posted 03:18:2006 - 22:20:28:

Narang saheb ko ham barson say parhtay aaye hain. Unki ilmiat ka atraaf sab hi kartay hain tahum unki yeh kitaab urdu ki adabi o nazaryati tareekh say kam kam rishta rakhtee hai Is ki wajh yeh kay adabi takhliqqat brah-e-raast sukhan ka maozoo nahi bantee. yeh dikhna ziadah aham hai ki Naam nehaad nazaria ka adabi takhliqqat nay ktna asar qobool kia hai na kay nazariay ki raoshni mian adab likhkha jaye jis ki oam khud tardeed kartay rahay hain
Ashar Najmi
Avatar Ashar Najmi
Posted 11:23:2005 - 17:36:38:

Hamesha ki tarah Narang ki yeh tahreer bhi unke makhsoos tarze istadlaal aur aalemaana tarze fikr ki numayinda hai. Ek aisi tahreer jo taassub se paak bhi hai aur kuchh sawaal bhi khada karti hai. Mere khyaal mein Narang ki yeh tahreer yakeenan unke adabi aur fikri shakhsiyat ko kai guna zyada wusat deti haismiling facesmiling face

Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.

Please login or register.